Wednesday, 7 October 2015
http://bollyhollyfreesongs.blogspot.com
http://bollyhollyfreemovies.blogspot.com
The song is sung by Pakistani singer Asrar and has Pritam's music and lyrics by very versatile & talented Amitabh Bhattacharya, music video features Katrina Kaif, Saif Ali Khan & Qazi Touqeer.
Singer: Asrar (Syed Asrar Shah)
Music: Pritam
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Afghan Jalebi (Ya Baba) Lyrics
Maqtool jigar (ya baba)
Qaatil hai nazar (ya baba)
Ik mehjabin (ya baba)
Ik noor-e-nabi (ya baba)
Rab ki rubaai (ya baba)
Ya hai tabaahi (ya baba)
Gardan surahi (ya baba)
Boli ilaahi (ya baba)
Afghan Jalebi
Mashooq farebi
Ghayal hai tera deewana bhai wah, bhai wah
Bandook dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah
Afghan Jalebi
Mashooq farebi
Ghayal hai tera deewana bhai wah, bhai wah
Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah bhai wah
O.. dekh darazi (wallah)
Banda namazi (wallah)
Khel ke baazi (wallah) Khamakha
Ab thehra na kisi kaam ka (wallah, wallah..)
Mir ka koi (wallah)
Sher suna ke (wallah)
Ghoont laga ke (wallah) zaam ka
Main raha khan mehaz naam ka
Oye lakht-e-jigar (ya baba)
Oye noor-e-nazar (ya baba)
Ek teer hai tu (ya baba)
Main chaak jigar (ya baba)
Bandon se nahin to Allah se daregi
Waada to kabhi nibhana bhai wah, bhai wah
Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah
bhai wah bhai wah bhai
Khwaja ji ki paas teri chugli karunga
Main teri chugli karunga
Haan teri chugli karunga
Angoothi mein qaid teri ungli karunga
Main teri chugli karunga
Haan teri chugli karunga (x2)
Gul-e-gulzar (ya baba)
Mere sarkar (ya baba)
Bade mansoob (ya baba)
Tere rukhsaar (ya baba)
Haaye shamsheer nigaahein
Chaabuk si adaayein
Nacheez pe na chalana bhai wah, bhai wah
Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah..
Join: http://facebook.com/BollyHollyEntertainment
Follow: http://twitter.com/bollyholly143
For all updates visit http://youtube.com/bollyholly143
http://dailymotion.com/bollyholly143
Afghan Jalebi HD Video Song Phantom [2015]
Friday, 2 October 2009
Katrina Kaif Song Gale Lag Ja (2009) by bollyholly143
http://bollyhollyfreesongs.blogspot.com
http://bollyhollyfreemovies.blogspot.com
Gale Lag Ja – Bollywood Hindi Song Lyrics
Movie: De Dana Dan (2009)
Music Director:Pritam Chakraborty, Rdb
Director: Priyadarshan
Lyricist: Sayeed Qadri
Starring: Akshay Kumar, Katrina Kaif, Suneil Shetty, Paresh Rawal
Song Title: Gale Lag Ja
Release Date: November 27, 2009
Gale Lag Ja Lyrics
Ohhooohhoo…
ohhhhoohooo..
Meri pehli mohabbat hai
Meri pehli yeh chaahat hai
Meri itni si hasrat hai
Gale lag ja na jaa
Teri baahon mein rahat hai
Teri zulfhon mein jannat hai
Meri itni si hasrat hai
Gale lag ja na jaa
Sulge sulge badan hai
Uljhe uljhe se maan hai
Badhti jaati hai tan ki pyaas
Bheki bheki hai raatein
Mehki mehki hai saansein
Rehna rehna tu dil ke paas
Ohhooohhoo…
ohhhhoohooo..
Oh tu agar samne ho
Kaise main khud ko rakh pao hosh mein
Darta hai dil khata yeh kar baithe na
Mohabaat ke josh mein
Ttu agar samne ho
Kaise main khud ko rakh pao hosh mein
Darta hai dil khata yeh kar baithe na
Mohabaat ke josh mein
Badla badla hai mausam
Pighla pighla hai youvan
Jaage jaage hai ab eshaas
Bheki bheki hai raatein
Mehki mehki hai saansein
Rehna rehna tu dil ke paas
Meri jazbon ki jo bhi halat hai
Wo samjh lo na bin kahe
Oh in labon se kahon
Jo armaan hai
Barso yeh honth chup rahe
Oh Meri jazbon ki jo bhi halat hai
Wo samjh lo na bin kahe
In labon se kahon
Jo armaan hai
Barso yeh honth chup rahe
Thandi thandi agan hain
Meethi meethi chubhan hai
Jhudti jhudti hai tujhse aas
Bheki bheki hai raatein
Mehki mehki hai saansein
Rehna rehna tu dil ke paas
Teri baahon mein rahat hai
Teri zulfhon mein jannat hai
Meri itni si hasrat hai
Gale lag na na jaa
Join: http://www.facebook.com/BollyHollyEntertainment
Follow: http://www.twitter.com/bollyholly143
For all updates visit http://www.youtube.com/bollyholly143
http://www.dailymotion.com/bollyholly143